Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo lyrics

Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo Lyrics In Hindi & English 1969

5/5 - (1 vote)

Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo Lyrics

Song:- Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo

Movie:- Khamoshi

Singer:- Lata Mangeshkar

Lyricist:- Gulzar

Music :- Hemant Kumar

Release date : 25 /4/ 1969

Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo Lyrics

Video-

Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo Lyrics In English

Sthai –

humne dekhi hain un aankho ki mahakti khushbu

hath se chhuke ise rishto ka ilzaam na do

sirf ehsaas hain ye ruh se mahsus karo

pyar ko pyar hi rahne do koyi naam na do

humne dekhi hain un aankho ki mahakti khushbu

hath se chhuke ise rishto ka ilzaam na do

humne dekhi hain

Stanza – 1

pyaar koi bol nahi, pyar aawaz nahi

ek khamoshi hain sunti hain kaha karti hain

na ye bujhti hain, na rukti hain, na thahri hain kahin

nur ki bund hain sadiyo se baha karti hain

sirf ehsaas hain ye ruh se mahasus karo

pyar ko pyar hi rahne do koyi naam na do

humne dekhi hain un aankho ki mahakti khushbu

hath se chhuke ise rishto ka ilzaam na do

humne dekhi hain

Stanza – 2

muskurahat si khili rahti hain aankho me kahin

aur palko pe ujale se jhuke rahte hain

hoth kuch kahte nahi, kaanpte hotho pe magar

kitne khamosh se afsane ruke rahte hain

sirf ehsaas hain ye ruh se mahasus karo

pyar ko pyar hi rahne do koyi naam na do

humne dekhi hain un aankho ki mahakti khushbu

hath se chhuke ise rishto ka ilzaam na do

humne dekhi hain

Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo Lyrics in Hindi

स्थायी –

हमने देखी है उन आँखों की महकती ख़ुशबू

हाथ से छू के इसे रिश्तों का इल्ज़ाम न दो

सिर्फ़ एहसास है ये रूह से महसूस करो

प्यार को प्यार ही रहने दो कोई नाम न दो

अंतरा – 1

प्यार कोई बोल नहीं, प्यार आवाज़ नहीं

एक ख़ामोशी है, सुनती है, कहा करती है

न ये बुझती है, न रुकती है, न ठहरी है कहीं

नूर की बूँद है सदियों से बहा करती है

सिर्फ एहसास…

अंतरा – 2

मुस्कुराहट सी खिली रहती है आँखों में कहीं

और पलकों पे उजाले से झुके रहते हैं

होंठ कुछ कहते नहीं, काँपते होंठों पे मगर

कितने ख़ामोश से अफ़साने रुके रहते हैं

सिर्फ़ एहसास..

Click here for Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo Piano notes

Details of Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo lyrics

Who is the singer of Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo song ?

Singer : Lata Mangeshkar

What is the relesing year of Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo song ?

Year : 25 /4/ 1969

Who is the music composer of Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo song ?

Music Composer : Hemant Kumar

Who is the lyrics writter of Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo song ?

Lyrics Writter : Gulzar

Who is the Music Director of Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo song ?

Music Director : Hemant Kumar

Movie of Humne Dekhi Hai Un Aankhon Ki Mehakti Khusboo song ?

Movie : Khamoshi

error: Content is protected !!
Scroll to Top