Jeevan Se Lambe Hain Bandhu Lyrics
Song : Jeevan Se Lambe Hain Bandhu
Movie: Aashirwad
Singers: Manna Dey
Song Lyricists: Gulzar
Music Composer: Vasant Desai
Music Director: Vasant Desai
Release on: 1/1/1968
Jeevan Se Lambe Hain Bandhu Lyrics
Video-
Jeevan Se Lambe Hain Bandhu Lyrics In English
Sthai –
Jivan se lambe hain bandhu
Jivan se lambe hain bandhu
Yeh Jivan ke raste
Yeh Jivan ke raste
Ik pal tham ke rona hoga
Ik pal chalana hans ke
Yeh Jivan ke raste
Yeh Jivan ke raste
Jivan se lambe hain bandhu
Stanza-1
Raho se rahi ka rishta
Kitne janam purana
Ek ko chalte jana aage
Ek ko pichhe aana
Mod pe mat ruk jana bandhu
Doraho me phans ke
Yeh Jivan ke raste
Yeh Jivan ke raste
Jivan se lambe hain bandhu
Stanza-2
Din aur raat ke hatho
Napi napi ek umariya
Sans ki dori chhoti pad
Gayi lambi aas dagariya
Bhor ke manzilwale uthkar
Bhor se pahale chalate
Yeh Jivan ke raste
Yeh Jivan ke raste
Jivan se lambe hain bandhu.
Jeevan Se Lambe Hain Bandhu Lyrics In Hindi
स्थाई –
जीवन से लम्बे हैं बंधू
जीवन से लम्बे हैं बंधू
यह जीवन के रस्ते
यह जीवन के रस्ते
इक पल थम के रोना होगा
इक पल चलना हंस के
यह जीवन के रस्ते
यह जीवन के रस्ते
जीवन से लम्बे हैं बंधू
अंतरा -1
राहों से रही का रिश्ता
कितने जनम पुराण
एक को चलते जाना आगे
एक को पीछे आना
मोड़ पे मत रुक जाना बंधू
दोराहो में फँस के
यह जीवन के रस्ते
यह जीवन के रस्ते
जीवन से लम्बे हैं बंधू
अंतरा -2
दिन और रात के हाथो
नपी नपी एक उमरिया
साँस की डोरी छोटी पड़
गयी लम्बी ास डगरिया
भोर के मंजिलवाले उठकर
भोर से पहले चलते
यह जीवन के रस्ते
यह जीवन के रस्ते
जीवन से लम्बे हैं बंधू.
Details of Jeevan Se Lambe Hain Bandhu lyrics
Who is the singer of Jeevan Se Lambe Hain Bandhu song ?
Singer : Manna Dey
What is the relesing year of Jeevan Se Lambe Hain Bandhu song ?
Year : 1968
Who is the music composer of Jeevan Se Lambe Hain Bandhu ong ?
Music Composer : Vasant Desai
Who is the lyrics writter of Jeevan Se Lambe Hain Bandhu song ?
Lyrics Writter : Gulzar
Who is the Music Director of Jeevan Se Lambe Hain Bandhu song ?
Music Director :Vasant Desai
Movie of Jeevan Se Lambe Hain Bandhu song ?
Movie : Aashirwad