Main Agar Kahoon Lyrics
Song – Main Agar Kahoon
Film – Om Shanti Om
Singer – Sonu Nigam, Shreya Ghosal
Lyricist – Javed Akhtar
Music Director – Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Release date : 9/11/2007
Video-
Main Agar Kahoon Lyrics in English
Main Agar Kahoon Lyrics In English
Sthai –
Tumko paaya hain
Toh jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to
Tumse kya kahoon
Tumko paaya hain
Toh jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to
Tumse kya kahoon
kisi zabaan mein bhi
Wo labz hi nahi ki jinme tum ho
Kya tumhe bata sakoon
Main agar kahoon tumsa haseen
Qaynat mein nahi hain kahi
Taareef yeh bhi toh
sach hain kuch bhi nahi
Tumko paaya hain to
Jaise khoya hoon
Stanza – 1
Shokhiyon mein doobi ye adayein
Chehre se jhalki huyi hain
Zulf ki ghani-ghahni ghatayen
Shaan se dhalki huyi hain
Lehrata aanchal
Hain jaise baadal
Baahon mein bhari hain
Jaise chaandni
Roop ki chaandni
Main agar kahoon ye dilqashi
Hai nahi kaheen na hogi kabhi
Tareef yeh bhi to
Sach hain kuch bhi nahi
Tumko paaya hain toh
Jaise khoya hoon
Stanza – 2
Tum huye meharbaan
Toh hain yeh daastaan
Tum huye meharbaan
Toh hain yeh daastaan
Ab tumhara mera ek hain karawa
Tum jahaan main wahaa
Main agar kahoon hamsafar meri
Apsara ho tum ya koi pari
Tareef yeh bhi to
Sach hai kuch bhi naheen
Tumko paaya hai to
Jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to
Tumse kya kahoon
Kisi zaban mein bhi
Wohh labz hi nahi
Ki jinme tum ho kya tumhe
Bataan sakoon
Main agar kahoon
Tumsa haseen qaynat mein
Nahi hai kaheen
Tareef yeh bhi to
Sach hain kuch bhi nahi.
Main Agar Kahoon Lyrics in Hindi
स्थायी –
तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
कहना चाहूँ भी तो तुमसे क्या कहूँ
तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
कहना चाहूँ भी तो तुमसे क्या कहूँ
किसी ज़बाँ में भी वो लफ़्ज़ ही नहीं
के जिनमें तुम हो क्या तुम्हें बता सकूँ
मैं अगर कहूँ, तुम सा हसीं
क़ायनात में, नहीं है कहीं
तारीफ़ ये भी तो, सच है कुछ भी नहीं
तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
अंतरा – 1
शोखियों में डूबी ये अदायें
चेहरे से झलकी हुई हैं
जुल्फ़ की घनी-घनी घटायें
शान से ढलकी हुई हैं
लहराता आँचल, है जैसे बादल
बाहों में भरी है जैसे चाँदनी
रूप की चाँदनी
मैं अगर कहूँ, ये दिलकशी
है नहीं कहीं, ना होगी कभी
तारीफ़ ये भी तो, सच है कुछ भी नहीं
तुमको पाया है तो…
अंतरा – 2
तुम हुए मेहरबाँ, तो है ये दास्ताँ
हो, तुम हुए मेहरबाँ, तो है ये दास्ताँ
अब तुम्हारा मेरा एक है कारवाँ
तुम जहाँ में वहाँ
मैं अगर कहूँ, हमसफ़र मेरी
अप्सरा हो तुम, या कोई परी
तारीफ़ ये भी तो, सच है कुछ भी नहीं
तुमको पाया है तो…
Click here for Main Agar Kahoon Piano notes
Details of Main Agar Kahoon lyrics
Who is the singer of Main Agar Kahoon song ?
Singer :Sonu Nigam, Shreya Ghosal
What is the relesing year of Main Agar Kahoon song ?
Year : 2007
Who is the music composer of Main Agar Kahoon song ?
Music Composer : Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Who is the lyrics writter of Sample song ?
Lyrics Writter : Javed Akhtar
Who is the Music Director of Main Agar Kahoon song ?
Music Director : Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Movie of Main Agar Kahoon song ?
Movie : Om Shanti Om