Sukh Ke Sab Sathi Dukh Mein Na Koi Lyrics
Song : Sukh ke sab sathi dukh mein na koi
Movie : Gopi
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Rajendra Krishan
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Release on: 22 / 8/ 1973
Sukh Ke Sab Sathi Dukh Mein Na Koi Lyrics
Video-
Sukh Ke Sab Sathi Dukh Mein Na Koi Lyrics In English
Sthai –
Sukh ke sab sathi dukh mein na koi
Sukh ke sab saathi dukh mein na koi
Mere ram, mere ram
Tera naam ek saacha dooja na koi
Sukh ke sab saathi dukh mein na koi
Stanza – 1
Jeevan aani jaani chhaaya
Jeevan aani jaani chhaaya
Jhoothi maya jhoothi kaya
Phir kahe ko saari umariya
Phir kahe ko saari umariya
Paapki gathri dhoi
Sukh ke sab saathi dukh mein na koi
Mere ram, mere ram
Tera naam ek saacha dooja na koi
Sukh ke sab saathi dukh mein na koi
Stanza – 2
Na kuchh tera na kuchh mera
Na kuchh tera na kuchh mera
Ye jag jogi vaala phera
Raja ho ya runk sabhi ka
Raja ho ya runk sabhi ka
Ant eksa hoi
Sukh ke sab saathi dukh mein na koi
Mere ram, mere ram
Tera naam ek saacha dooja na koi
Stanza – 3
Baahar ki tu maati phaanke
Baahar ki tu maati phaanke
Man ke bheetar kyun na jhaanke
Ujle tan par maan kiya
Ujle tan par maan kiya
Aur man ki mail na dhoi
Sukh ke sab saathi dukh mein na koi
Mere ram, mere ram
Tera naam ek saacha dooja na koi
Sukh ke sab saathi dukh mein na koi.
Sukh Ke Sab Sathi Dukh Mein Na Koi Lyrics In Hindi
स्थायी –
सुख के सब साथी दुख में न कोई
सुख के सब साथी दुख में न कोई
मेरे राम
तेरा नाम एक साचा दूजा न कोई
सुख के सब साथी दुख में न कोई
अंतरा – 1
जीवन आणि जानी छाया
जीवन आणि जानी छाया
झूठी माया झूठी काया
फिर काहे को साड़ी उमरिया
फिर काहे को साड़ी उमरिया
पापकी गठरी ढोई
सुख के सब साथी दुख में न कोई
मेरे राम
तेरा नाम एक साचा दूजा न कोई
सुख के सब साथी दुख में न कोई
अंतरा – 2
न कुछ तेरा ना कुछ मेरा
न कुछ तेरा ना कुछ मेरा
ये जग जोगी वाला फेरा
राजा हो या रंक सभी का
राजा हो या रंक सभी का
अंट एकसा होइ
सुख के सब साथी दुख में न कोई
मेरे राम
तेरा नाम एक साचा दूजा न कोई
अंतरा – 3
बाहर की तो माटी फांके
बाहर की तो माटी फांके
मन के भीतर क्यों न झांके
उजले तन पर मान किया
उजले तन पर मान किया
और मन की मैल ना धोई
सुख के सब साथी दुख में न कोई
मेरे राम
तेरा नाम एक साचा दूजा न कोई
सुख के सब साथी दुख में न कोई.
Click here for Sukh ke sab sathi dukh mein na koi Piano notes
Details of Sukh ke sab sathi dukh mein na koi lyrics
Who is the singer of Sukh ke sab sathi dukh mein na koi song ?
Singer : Mohammed Rafi
What is the relesing year of Sukh ke sab sathi dukh mein na koi song ?
Year : 1973
Who is the music composer of Sukh ke sab sathi dukh mein na koi song ?
Music Composer : Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Who is the lyrics writter of Sukh ke sab sathi dukh mein na koi song ?
Lyrics Writter : Gopi
Who is the Music Director of Sukh ke sab sathi dukh mein na koi song ?
Music Director : Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Movie of Sukh ke sab sathi dukh mein na koi song ?
Movie : Rajendra Krishan