Chhod Babul Ka Ghar Lyrics In English & Hindi-Shamshad Begum-1950

5/5 - (2 votes)

Chhod Babul Ka Ghar Lyrics

Song : Chhod Babul Ka Ghar

Movie: Babul

Singers: Shamshad Begum

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Release on: 1950


Chhod Babul Ka Ghar Lyrics

Video-

Chhod Babul Ka Ghar Lyrics In English

Sthai –

Chhod babul ka ghar,

Mohe pi ke nagar

Aaj jana pada, o aaj jana pada

Chhod babul ka ghar,

Mohe pi ke nagar

Aaj jana pada

Stanza-1

Sang sakhiyo ke

Bachapan bitati thi main,

Ha bitati thi main

Byah gudiyo ka hans

Hans rachati thi main,

Ha rachati thi main

Sab se munh mod kar,

Kya batau kidhar

Dil lagana pada,

O aj jana pada

Chhod babul ka ghar,

Mohe pi ke nagar

Aaj jana pada

Stanza-2

Yad maike ki dil se bhulaye chali,

Ha bhulaye chali

Preet sajan ki man mein basaye chali,

Ha basaye chali

Yad kar ke yeh ghar,

Royi ankhe magar

Muskurana pada o aj jana pada

Chhod babul ka ghar,

Mohe pi ke nagar

Aaj jana pada

Stanza-3

Pehan ulfatka gehna dulhan

Mein bani ha dulhan mein bani

Dulha aya piyaka sakhi

Mein chali ha sakhi mein chali

Ye tha jutha nagar isliye

Chodkar mohe jana pada

O aj jana pada

Chhod babul ka ghar,

Mohe pi ke nagar

Aj jana pada

Chhod babul ka ghar,

Mohe pi ke nagar

Aaj jana pada.

Chhod Babul Ka Ghar Lyrics In Hindi

स्थाई –

छोड़ बाबुल का घर

मोहे पी के नगर

आज जाना पड़ा

छोड़ बाबुल का घर

मोहे पी के नगर

आज जाना पड़ा

अंतरा -1

संग सखियों के

बचपन बिताती थी मैं

हा बिताती थी मैं

ब्याह गुडियो का हंस

हंस रचती थी मैं

हा रचती थी मैं

सब से मुंह मोड़ कर

क्या बताऊं किधर

दिल लगाना पड़ा

ओ  आज जाना पड़ा

छोड़ बाबुल का घर

मोहे पी के नगर

आज जाना पड़ा

अंतरा -2

यद् मइके की दिल से भुलाये चली

हा भुलाये चलि

प्रीत साजन की मन में बसाए चली

हा बसाये चलि

यद् कर के यह घर

रोई आँखे मगर

मुस्कुराना पड़ा ओ  आज जाना पड़ा

छोड़ बाबुल का घर

मोहे पी के नगर

आज जाना पड़ा

अंतरा -3

पेहन उल्फतका गहना दुलहन

में बनी है दुल्हन में बनी

दूल्हा आया पियका सखी

में चली है सखि में चली

ये था जूथा नगर इसलिए

छोड़कर मोहे जाना पड़ा

ओ  आज जाना पड़ा

छोड़ बाबुल का घर

मोहे पी के नगर

आज जाना पड़ा

छोड़ बाबुल का घर

मोहे पी के नगर

आज जाना पड़ा.

Details of Chhod Babul Ka Ghar lyrics

Who is the singer of Chhod Babul Ka Ghar song ?

Singer : Shamshad Begum

What is the relesing year of Chhod Babul Ka Ghar song ?

Year : 1950

Who is the music composer of Chhod Babul Ka Ghar song ?

Music Composer : Naushad Ali

Who is the lyrics writter of Chhod Babul Ka Ghar song ?

Lyrics Writter : Shakeel Badayuni

Who is the Music Director of Chhod Babul Ka Ghar song ?

Music Director :Naushad Ali

Movie of Chhod Babul Ka Ghar song ?

Movie :Babul

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

error: Content is protected !!
Scroll to Top