Song : Sau Saal Pehle Ki Baat Hai
Movie: Saraswatichandra
Singers: Mahendra Kapur
Song Lyricists: Indivar
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Release on: 1968
Sau Saal Pehle Ki Baat Hai Lyrics
Video-
Sau Saal Pehle Ki Baat Hai Lyrics In English
Sthai-
Hey ae ae ae hey hey ae
Sau saal pehle ki baat hai
Ae ae ae ae hey
Sau saal pehle ki baat hai
Bharat ke ik pariwar mein
Ek tyag murti balak ka
Avtar hua sansar mein
Sau saal pehle ki baat hai
Stanza-1
Tyag murti balak par dekho
Honi ne anyay kiya
Masum abhi palne mein thha
Mamta ka anchal chhin liya
Sauteli mata se usko
Mata ka pyar na mil paya
Mali thha bagiya thhi phir bhi
Man ka to phul na khil paya a a
Hey us kali se komal balak ko
Patjhad hi mila bahar mein
Ek tyag murti balak ka
Avtar hua sansar mein
Sau saal pehle ki baat hai
Stanza-2
Bhola bhala thha aur ke dukh se
Dil ko dukhi kar leta thha
Auron ki ankh ke ansu
Apne daman mein bhar leta thha
Thhi char diwari mein nari
Aur thha agyan ka andhiyara
Har taraf thhi maut mahamari
Aur bhukha thha bharat sara a
Hey use man hi man vairagya hua
Jab dukh dekhe sansar mein
Ek tyag murti balak ka
Avtar hua sansar mein
Sau saal pehle ki baat hai
Stanza-3
Ek roz nikal jaye na kahin
Beta ban mein ban sanyasi
Ye soch pita ne mangni kar di
Dhund ke ladki chanda si
Agya to pita ki mani par
Dulhan ke ghar ye khat bheja
Hai rah meri kanton wali
Adarsh mera hai jan sewa aa aa
Hai mujhe pyar dhalna hain apna
Sari duniya ke pyar mein
Ek tyag murti balak ka
Avtar hua sansar mein
Sau saal pehle baat hai.
Sau Saal Pehle Ki Baat Hai Lyrics In Hindi
स्थाई –
हे ऐ ऐ ऐ हे हे ऐ
सौ साल पहले की बात है
ऐ ऐ ऐ ऐ हे
सौ साल पहले की बात है
भारत के एक परिवार में
एक त्याग मूर्ति बालक का
अवतार हुआ संसार में
सौ साल पहले की बात है
अंतरा -1
त्याग मूर्ति बालक पर देखो
होनी ने अन्याय किया
मासूम अभी पालने में था
ममता का आंचल छीन लिया
सौतेली माता से उसको
माता का प्यार न मिल पाया
मालि ठ बगिया थी फिर भी
मन का तो फूल न खिल पाया ा आ
हे उस काली से कोमल बालक को
पतझड़ ही मिला बिहार में
एक त्याग मूर्ति बालक का
अवतार हुआ संसार में
सौ साल पहले की बात है
अंतरा -2
भोला भाला था और के दुःख से
दिल को दुखी कर लेता था
औरों की आँख के आँसू
अपने दामन में भर लेता था
थी चार दिवारी में नारी
और ठ अज्ञान का अंधियारा
हर तरफ थी मौत महामारी
और भूखा था भारत सारा ा
हे उसे मन ही मन वैराग्य हुआ
जब दुःख देखे संसार में
एक त्याग मूर्ति बालक का
अवतार हुआ संसार में
सौ साल पहले की बात है
अंतरा -3
एक रोज़ निकल जाए न कहीं
बेटा बन में बन संयासी
ये सोच पिता ने मंगनी कर दी
ढून्ढ के लड़की चन्दा सी
आज्ञा तो पिता की मानि पर
दुल्हन के घर ये खत भेजा
है राह मेरी काँटों वाली
आदर्श मेरा है जन सेवा आ आ
है मुझे प्यार ढालना हैं अपना
सारी दुनिया के प्यार में
एक त्याग मूर्ति बालक का
अवतार हुआ संसार में
सौ साल पहले बात है.
Details of Sau Saal Pehle Ki Baat Hai lyrics
Who is the singer of Sau Saal Pehle Ki Baat Hai song ?
Singer :Mahendra Kapur
What is the relesing year of Sau Saal Pehle Ki Baat Hai song ?
Year : 1968
Who is the music composer of Sau Saal Pehle Ki Baat Hai song ?
Music Composer : Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Who is the lyrics writter of Sau Saal Pehle Ki Baat Hai song ?
Lyrics Writter : Indivar
Who is the Music Director of Sau Saal Pehle Ki Baat Hai song ?
Music Director :Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Movie of Sau Saal Pehle Ki Baat Hai song ?
Movie :Saraswatichandra