Zaroorat Hai Zaroorat Hai Lyrics In Hindi & English-Kishore Kumar-1962

5/5 - (2 votes)

Zaroorat Hai Zaroorat Hai Lyrics

Song : Zaroorat Hai Zaroorat Hai

Movie: Man-Mauji

Singers: Kishore Kumar

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Madan Mohan Kohli

Music Director: Madan Mohan Kohli

Release on: 1962


Zaroorat Hai Zaroorat Hai Lyrics

Video-

Zaroorat Hai Zaroorat Hai Lyrics In Hindi

स्थाई –

ज़रुरत है ज़रुरत है

सख्त ज़रुरत है

ज़रुरत है ज़रुरत

है ज़रुरत है

एक श्रीमती की कलावती

की सेवा करे जो पति की

ज़रुरत है ज़रुरत

है ज़रुरत है

एक श्रीमती की कलावती

की सेवा करे जो पति की

ज़रुरत है ज़रुरत

है ज़रुरत है

अंतरा -1

हसीं हजारो भी हो खड़े

मगर उसी पर नजर पड़े

हसीं हजारो भी हो खड़े

मगर उसी पर नजर पड़े

हो जुल्फ गलो से खेलती के

जैसे दिन रात से लदे

हो हो हो हो

अदाओ में बहार हो

निगाहों में खुमार हो

कुबूल मेरा प्यार हो

तो क्या बात है

ज़रुरत है ज़रुरत

है ज़रुरत है

एक श्रीमती की कलावती

की सेवा करे जो पति की

ज़रुरत है ज़रुरत

है ज़रुरत है

अंतरा -2

झटक के गेसु जहा चले

तो साथ में आस्मा चले

झटक के गेसु जहा चले

तो साथ में आस्मा चले

लिपट के कितने भी पाओ से

ये पूछते हो कहा चले

हो हो हो हो

प्यार से जो काम ले

हंस के सलाम ले

वो हाथ मेरा थाम

ले तो क्या बात है

ज़रुरत है ज़रुरत

है ज़रुरत है

एक श्रीमती की कलावती

की सेवा करे जो पति की

ज़रुरत है ज़रुरत

है ज़रुरत है

अंतरा -3

इत्र  में साँसे बसी बस्ती

वो मस्तियो में रासि रासि

इत्र  में साँसे बसी बस्ती

वो मस्तियो में रासि रासि

दराज पलकें झुकी झुकी

भवे घनेरी कासी कासी

हो हो हो हो

फूलों में गुलाब हो

खुद अपना जवाब हो

वो प्यार की किताब

हो तो क्या बात है

ज़रुरत है ज़रुरत

है ज़रुरत है

एक श्रीमती की कलावती

की सेवा करे जो पति की

ज़रुरत है ज़रुरत

है ज़रुरत है

हा हा श्रीमती की हो हो

कलावती की सेवा करे जो पति की

ज़रुरत है ज़रुरत है

ज़रूरत है सख्त ज़रुरत है.

Zaroorat Hai Zaroorat Hai Lyrics In English

Sthai –

Zaroorat hai zaroorat hai
Sakht zaroorat hai
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Ek shrimati ki kalawati
Ki sewa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Ek shrimati ki kalawati
Ki sewa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai


Stanza-1

Haseen hajaro bhi ho khade
Magar usi par najar pade
Haseen hajaro bhi ho khade
Magar usi par najar pade
Ho julf galo se khelati ke
Jaise din raat se lade
Ho ho ho ho

Adao mein bahar ho
Nigaho me khumar ho
Kubul mera pyar ho
To kya baat hai
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Ek shrimati ki kalawati
Ki sewa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai

Stanza-2

Jhatak ke gesu jaha chale
To sath me aasma chale
Jhatak ke gesu jaha chale
To sath me aasma chale
Lipat ke kitne bhi pao se
Ye puchhate ho kaha chale
Ho ho ho ho
Pyar se jo kaam le
Hans ke salam le
Wo hath mera tham
Le to kya baat hai

Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Ek shrimati ki kalawati
Ki sewa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai


Stanza-3

Itar me sanse basi basi
Wo mastiyo me rasi rasi
Itar me sanse basi basi
Wo mastiyo me rasi rasi
Daraj palke jhuki jhuki
Bhave ghaneri kasi kasi
Ho ho ho ho

Phulo me gulab ho
Khud apna jawab ho
Wo pyar ki kitab
Ho to kya bat hai
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai
Ek shrimati ki kalawati
Ki sewa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat
Hai zaroorat hai

Ha ha shrimati ki ho ho
Kalawati ki sewa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat hai
Zarurat hai sakht zaroorat hai.


Details of Zaroorat Hai Zaroorat Hai lyrics

Who is the singer of Zaroorat Hai Zaroorat Hai song ?

Singer :Kishore Kumar

What is the relesing year of Zaroorat Hai Zaroorat Hai song ?

Year : 1982

Who is the music composer of Zaroorat Hai Zaroorat Hai song ?

Music Composer :Madan Mohan Kohli

Who is the lyrics writter of Zaroorat Hai Zaroorat Hai song ?

Lyrics Writter : Rajendra Krishan

Who is the Music Director of Zaroorat Hai Zaroorat Hai song ?

Music Director :Madan Mohan Kohli

Movie of Zaroorat Hai Zaroorat Hai song ?

Movie : Man-Mauji

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

error: Content is protected !!
Scroll to Top